UPDATE -197....
Sumitra - beta joh tunne kiya
saayad hio uss wkhat koi karata par tujhe yaad hai naa mahakaal nai kaya kiya
tha
Mai- haa maa ussnai abhi bhi mujhe kaayi saalo tak narak mai rakaha
Sumitra - beta sayad kuch saalo mai woh tuj tak pahuch jaaye kyuki jaada abb
tere aur tere pita ji kaa banaya hua kavach usse rok nahi paayega waha
Mai- maa kaya uss wkhat aap mujh par vishwas kar ke ruk jaati toh woh aapko nahi
mar pata aur aapki kasam ki vagah sai maine kabhi dubara usska piccha nahi
kiya
ABB AAGE
Sumitra - mai nahi caahati thi ki toh badale mai kho kar apni zindagi barbaad
kare par beta abb tujhe majabut banana hoga apni shkatiyoo ko ujagar karana
hoga
Mai- haa maa akr lunga bus todhi der aapke goad mai
rahna.............iiiiiiiiiiiiiiiii huuuuuuuffffff kon hai kon hai
Mera kahnazar masoom ke gaale par laga hua tha aur usski garadan sai khoon nikal
raha tha
Mai jhaat sai khanzar fhek diya aur apne hotho ko usski gardan par laga diya
usski aakho mai aashu aa gaye the
Maine usska khoon dhodi dher chusa jab khoon band hua toh hata mai
1098
Mai - maaf kar doo baby mai sach mai bhaut bura huu
Masoom apne asshuoo ko saaf karati hui mere seene sai lag jaati hai
Masoom - nahi aisa mat kahoo
saayad maine hi galat time par uthadiya aapko
Mai- par phir bhi maaf kar doo mujhe {mai bhi apni galati par apne aashu roak
nahi paaya }
Masoom meri aakho mai dhekati hui - bus kariye kaha naa kuch nahi hua bus toda
saa khoon hi toh nikala hai aur woh aapke hotho nai shuka diya waise kaha khoo
gaye the aap
Mai - mai apni maa ke paas tha sumitra maa ke paas
Masoom - pichale janam mai
Mai- haa wahi thi
Masoom - kaya kah rahi thi
Mai - yahi ki meri baby bhau sai kab mila raha hai
Masoom - aap naa bigad gaye ho baut maa sai bata diya kaya bulate ho mujhe
Mai- maa sab janati hai pehle sai hi
Masoom -accha abb bhar chaiye sab kahna kaah rahe hai
Mai - accha tabhi jaagani aayi thi
Masoom - haa waise bhaut maja aa raha hai safar mai mujhe toh lag raha hai apni
baarat lekar mai jaa rahi huu
Mai- aare baba tum kush toh mai kush abb chaloo bhar nahi toh koi aayegia aur
kahegi abhi tak romance chal raha hai
Ussnai halke sai jhuk kar ek kiss kiya
Aur mere haatho ko pakad kar mujhe bhar le chali sabke paas
1099
jaha sab bethe hue kahnae kaa maja le rahe the actually yeh ek dahaba tha
Mai - aare dhabe par kyu roka resturant mai le chalati aage hai city mai
Massom - kabhi kaahe kar toh
dhikye esska alag maja hai
Mai- matalab pura adami banaani ki tayari mai hoo
Masoom- haa baaki raat ko aap kar dena pura
Mai- haa kyu nahi
Hum dono jakar beth gaye table par
Janu- aa gayi hoo gaya payaar in the car
Masoom - haa kyu tujhe bhikarna hai kaya
Janu -arre apni sautan ko todhi toh ejjat de naa
Masoom - haa kyuu nahi didi kaya lenge aap
Mujhe ees bat par sach mai hasi aa gayi joh janu ko accha nahi laga woh uth kar
aakar meri goad mai beth gayi
Mai- aare yeh kaya
Janu- muh kholo jaldi
Mai- aaaaaaaaaw.....
Ussnai ek shahi panner aur tandori roti kaa tukada mere muh mai gussa diya
Vaakiye bada tasty tha samnai rakaha hua aur bhi paani laa raha tha muh mai
Maine janu kaa haath pakada aur uisski unglioo ko chus liya
Janu toh jaase ess sai jada khush nahi hui kabhi
1100
Janu- dhekha kitana payaar karte hai mujh sai mere haath sai ennhe kahna kitana
tasy lag raha hai
Masoom muh bichkate hue - accha bana hai panner toh lagega nahi
Janu- aap kuch bologe yaa nahi
Mai- waakiye janu ki ungliyo mai hi asali sawaad hai aur khilaoo naa
Masoom nai panner hata liya
Janu- masoom dhekh majak nahi laa edhar laa
Masoom- aare terei ungliya tasty hai toh esska kaya kaam hai
Maine phir sai janu ki ungliya chusana start kar diya kaya karu masoom kaa gusse
waala chera ekdum dil ko ghayal kar raha tha aur haa waakiye janu ki ungaliya
sawadist hai
Janu usse muh bichakate hue --uuhhhh aaeeee
Mai aakhoo ke essaro sai aare naraz kyu hoti hoo
Masoom nai bade payaar sai meri taraf dhekha jismai usski khoobsurati aur
naraazgi saaf jhalak rahi thi
Udhar dusri table par jalan nai pura halkam maccha rakah hai
Saloni man mai- dhekhoo kitana paayaar aa raha hai humme toh puccha hi nahi
Shikha man mai- aab jab tak kudh baat nahi karenge mai nji jaane pas tumhare bus
satate raho mujhje
Neha - karwaya sab mere sanikoo nai maje yeh janu le rahi hai dhekhoo ennhe bhi
mujhe toh rulate hai aur ees janu ki ungliya nahi chhod rahe hai
Mujhe laqga kuch dher aur kiya maine toh kahi aag naa lag jajye yaha
Mai -accha bb betho waha mai aur kuch lekar aata huu
Janu - kaya laane jaa rahe ho
Mai- ice cream kon saa logi
1101
Janu-vanilla
Mai-masu baby tum
Masoom muh bana kar gusse mai- chaoclate
Mai chala gaya lene waha sai kaayi saari ice cream li aur phele gaya dusri table
par
Mai sabko dene laga ....ice cream aur kaya
Riccha - esski kaya jaurat hai jaaiye waha de dijiye
Mai- kaya tum bhi pagaloo waali baat kartai hoo chaloo loo aur gussa saant karoo
a
Neha gusse sai - mujhe vanilla dena
Abbe janu nai magi toh mai yeh falour ek hi laya tha
Par maine de diya janu maan hi jajyegi sabko di par sab gusse mai hi ti accha
hua saala table alag hai par uunko abhi naraj nahi kar sakta tha kaafi dino baad
etna khush hai dono
Maine jakr janu ko straberry wali icecream di
Janu- yeh kyu
Mai- aare humari pasand ki bhi kaah loo
Masoom - mujhe bhi yahi doo
Maine usse bhi de di
Tabhi waha sona aa gayi
Mai- tum kaha thi tabsai
Sona - washroom gayi thi mai
Mai- accha yeh loo
Sona - wow chochlate falovue bhaut pasand hai naa aapko
Mai masoom ko dhekhata hu kabhi janu ko dono khate kahte ruk gayi thi par maine
haa mai shir hilaya
Sona khaate hue - accha kitana dur
hai abhi
Mai - bus 1-2 ghante ka sfar aur hai
1102
Sona - kahan kaahya aapnai
Mai- haa kaah liya
Massom - accha aaj kal bada kam kaah rahe ho
Mai- haa toda dieting par huu naa
Sona apne chair lekar mere paas aa gayi - pagal ho kaya yeh kaahoo
Ussnai etna khila diya ki mai bhi nahio paa raha tha
Fir yeh sab hua aur karib 2 gahnte mai hum pahuche gaav
Etnai sari gaadiya dhekh kar sab humari cars ko hi ghur rahe the
New charachters
Gaow ke kuch log
Madan - gaaw mai mithayioo ki dukaan hai bhaut baadi
Raju - kabhi bacchapan mai dost the hum
Aashu - bachapan kaa kaafi accha dost
Mukhiya - mangu singh
Dr yaa kahoo jholachaap dr- hariya kumar
Auruch log waha bethe the
Mukhiya aur kuch log dr sahab ke saath bethe the mandir ke bhar bane chotari par
gaow mai aisa hi hota hai shaam ko jada taar kissi ke naa ho toh pata nahi
humare gaow mai toh hai
Mukhiya -aare baap re kon aaye gawa re eeha {kon aa gaya yaha }
Dr-sayad rajptoo ke gahr aayel hoo {sayad rajput ke ghar aaye hoo]
Adamai1 -aare haa sune ta humaho rahani saayad diwali manawaye aaye rahe {
saayad diwali mananai aaye hoo}
Tabhi waha sai ek ladaka bhagata hua jata hai aur ek ghar mai ghus jaata hai yeh
hai yaha ke jamidaar
kaa ghar
Jamidaar- ratan singh
Roshani - ratan ki beti
Grirraj singh - ratan kaa beta jadataar log esse giri bulate hai
Kamala singh - ratan ki biwi
Ladaka - maalik woh aa gaye
Ratan - kon aa gaya bhai
Ladaka - aare dev babu aa gaye
Yeh baat upere khadi roshani sunati hai aur bhaagi chali jaati hai khidaki ke
paasa aur cars ko gujarata hua dhekhati hai
Giri - aare kaya kahabar di hai yeh lee
Giri ek bandal noto kaa usse deta hai aur bhar aa jata hai
Asal mai yeh mai roshani aashu
aur raju kaafi acche dost the phir dad ki kaa buisness bhadha auir hum sab gaow
sai chale gaye sab aate hai ghar par bus maii nahi aata tha bus man nahi karta
tha mera kyuki mujhe bhi sahar ki hawa lag gayi thi aur sach kahu toh gaow mai
log bhaut jada chipaku hote yeh uss time lagta tha ujjhe par aaja yaha aakar
jaise sukun mil raha tha
Hum sab ghar phuch gaye
Mai car sai utara hi tha masoom ke saath ki maa aur chachiya aur gaow ki kuch
aurte kadhi thi maa humari arati karnasi lagi halaki shaaadi toh sabkai hui thi
par kaya kare bhi masoom esski halakaar hai abb nagada toh pit nahi ssakata hu
bhai aaye aur meri dus biwiyookki muh dhiukayi kariye phir sab traditoon riti
riwwaj joh sab jante hai lote ko laat maaro andar jaoo baaaki sab mai toh
shaaanti sai jakr beth gaya soffe par