/**
* Note: This file may contain artifacts of previous malicious infection.
* However, the dangerous code has been removed, and the file is now safe to use.
*/
गंगू (गगन), नांगु (नगेंद्रा), पंगु (पद्मेश), चुतताड सिंग (चतुर सिंग)
एक जगह पर जंगल मे कुछ तीन लोग एक लड़की के साथ ज़बरदस्ती करने की कोशिश कर रहे थे…वो लड़की ज़ोर ज़ोर से चिल्लाते हुए उनके चंगुल से बचने का प्रयास कर रही थी
एक—बहुत दिन बाद कोई नया माल पकड़ मे आया है
2न्ड—हाँ भाई…..अजगर के डर से तो अब माल दिखते ही नही कही पर
3र्ड—दिखेंगे तब ना..जब कोई घर से बाहर निकलेगा
1स्ट—आज मिल गया है……जी भर के मज़ा करेंगे
2न्ड—हाँ भाई……देखो तो कितना चिकना है….हाय….
लड़की (रोते हुए)—मुझे जाने दो…..अब कभी इधर नही आउन्गी…..तुम लोगो के हाथ जोड़ती हूँ
दो लोगो ने उसके हाथ पैर कस के पकड़ लिए जबकि तीसरा उस लड़की के कपड़े उतारने लगा तभी उसके सर मे एक पत्थर ज़ोर से लगा जिससे उसका हाथ रुक गया और वो अपना सर सहलाने लगा
3र्ड—आआआआ……..किस ने मारा……ये पत्थर किसने मारा…..?
1स्ट (ज़ोर से)—कौन है..... ? जल्दी से सामने आ जा नही तो बहुत बुरी हालत करूँगा तेरी
तभी एक पत्थर आकर पहले वाले के सर मे अबकी बार लगा……दोनो तुरंत अपनी जगह से उठ कर चारो तरफ देखने लगे….लेकिन कोई नज़र नही आया
1स्ट (चिल्लाते हुए)—कौन है...... ? लगता है तुझे अपनी जान प्यारी नही है
अबकी बार पत्थर दूसरे वाले के सीधे मूह मे लगा जो लड़की को पकड़ रखा था.....मूह मे ज़ोर से पत्थर लगते ही वो तिलमिला गया और अपना मूह सहलाने लगा
2न्ड (ज़ोर से)—आआआहह......साला ये कौन है जो छुप के पत्थर मार रहा है.... ? सामने क्यो नही आता.... ?
इस बीच लड़की पर से उसकी पकड़ ढीली हो गयी जिसका फ़ायदा उठा कर वो वहाँ से भाग निकली....लड़की को भागते देख कर तीनो उसको पकड़ने के लिए दौड़ पड़े और पकड़ते ही उसे नीचे गिरा दिया
1स्ट (चिल्लाते हुए)—चतत्त्ताअक्कककक......चतत्त्टाकककक......भागती है......अब भाग....चल रे फाड़ दे इसके कपड़े
जैसे ही एक ने लड़की के कपड़ो मे हाथ लगाया कि फिर से एक पत्थर उसके कान मे जा लगा जिससे वो अपना कान पकड़ के चिल्लाने लगा
तीनो राजनंदिनी को देखते ही रह गये…..उसके चाँद जैसा गोरा अनुपम सुंदर चेहरा,…ऐसा लगता है जैसे द्वितीया (दूज) का चंद्रमा हो…उसके नयन ऐसे कि समुद्र मे लहरे उपर उठ रही हो और रक्त कमल मे भ्रमर भ्रमण कर रहे हो…..भौंहे ऐसी की जैसे बान को धनुष पर लगाए दो सेनाए हो और उनके बीच मे दोनो नेत्र समुद्र हो गये हो…..नासिका ऐसी की जैसे तिल के पुष्प की बनी हो बिल्कुल कोमल और सुडौल……उसके होठ सुंदर और अमृत रस से भरे हैं, वे ऐसे रक्त वरण के हैं जैसे कोई लाल गुलाब हो……जब बाते करते हुए उसके होठ
हिलते हैं तो ऐसा लगता है मानो फूल झड रहे हो……वह ऐसे प्रेम मधु पूरित बोल बोलती है कि जो भी उसकी मधुर आवाज़ सुन लेता है वो उसमे ही खोकर झूमने लगता है…..गाल ऐसे जैसे नारंगी के दो टुकड़े किए गये हो….उसके गाल पर एक तिल है….जिसने भी इस सुंदर
कपोल तिल को देखा वह तिल तिल कर के जल गया…..उसके स्तन ऐसे हैं कि जैसे हृदय की थाली मे सोने के कटोरे मे दो लड्डू रखे हो जो अपने प्रेमी के स्वागत के लिए उठ कर खड़े हो गये हैं
2न्ड—वाहह…….क्या बात है…..आख़िर तू निकल ही आई बिल मे से……भाई इस लड़की को छोड़ो पहले इसको पकड़ते हैं
3र्ड—हाँ……इसको देख कर अजगर बहुत खुश होगा……और हमे बहुत सी लड़किया भी देगा मज़ा करने को
राजनंदिनी—तेरे जैसे कुत्ते….राजनंदिनी को पकड़ सके..इतना दम नही है…..आ जा…पकड़ मुझे
1स्ट—जाओ दोनो पकड़ लो इसको…..मैं तब तक इस लड़की का मज़ा लेता हूँ
दोनो राजनंदिनी को पकड़ने के लिए जैसे ही उसके पास गये तो उसने अपने दुपट्टे मे बाँध रखे बहुत से पत्थरो को दोनो के मूह मे ज़ोर से दे मारा जिससे दोनो वही नीचे बैठ कर दर्द से तड़पने लगे
राजनंदिनी फुर्ती दिखाते हुए तुरंत कूद कर उस लड़की के पास आ गयी और जिसने उसे पकड़ रखा था उसके सर मे पत्थरो से मारने लगी
उसने बारी बारी से तीनो को मार मार कर लहू लुहान कर दिया……उन्हे राजनंदिनी पर वार करने का मौका ही नही मिल सका…..तीनो को तब तक मारती रही जब तक की वो बेहोश नही हो गये
राजनंदिनी—अब चलो जल्दी से यहाँ से दीपा….इसके पहले की कोई और भी यहाँ आ जाए
दीपा—तुम्हारा बहुत बहुत शुक्रिया…..अगर तुम आज नही आती तो मैं भी इनकी हवस का शिकार होकर रह जाती
राजनंदिनी—अब चल जल्दी
दीपा (तेज़ी से चलते हुए)—तुम निराश मत होना…..मुझे पूरी उम्मीद है कि तुम्हारा प्यार एक दिन ज़रूर जीतेगा तुम्हारा विश्वास देख कर भगवान को भी उसे तुम्हारे पास भेजना ही होगा
अचानक दीपा की बात सुनते ही राजनंदिनी के पैर वही थम गये और अब तक जिस चेहरे मे अल्हाड़पन झलक रहा था उसकी जगह पर
उदासी और आँखो मे आँसुओं ने ले ली
दीपा—क्या प्रेम करना इतना कठिन होता है…..?
राजनंदिनी (सिसकते हुए)—‘’प्रेम इतना कठिन है कि उसके निर्वाह मे कोई अपने प्राण दे तो शोभा पाता है……प्रेम पाश मे जो पड़ गया वो छूटा नही, उसने प्राण भी दे दिए तब भी ये प्रेम का फंडा नही छूटा…..गिरगिट जो छद्म वेश धारण करता है वह उतने ही प्राण देने के ही दुख के कारण धारण करता है….और क्षण, प्रति क्षण वह लाल,पीला और श्वेत होता है….पुनः उस दुख को मोरिनी जानती है जो वनवासिनी हो
गयी, क्यों की उसके रोम रोम मे प्रेम के नाग पाशिक फंदे पड़ गये….उसके पँखो मे पुनः पुनः वही फंदा पड़ता रहा है जिसके कारण वह उड़ नही सकती है और क़ैद हो गयी है’’
राजनंदिनी—‘’भले ही प्रेम कठिन और दुष्कर है किंतु जिसने भी इस प्रेम के खेल को खेला वो दोनो जगत अर्थात इह्लोक और परलोक दोनो मे तर गया…..प्रेम-मधु को दुख के भीतर जो रखा गया है उसके कारण जो अपमान, तिरस्कार और मारन को सहन करता है वही इस प्रेम
मधु को चखता है….दुख तभी तक रहता है जब तक प्रियतम से मिलन नही होता है, वो मिल गया तो समझो जन्मो का दुख मिट गया’’
दीपा-आप चिंता मत करो ...वो शायद अभी रूठ गया है आपसे.. जल्दी ही भगवान आपके पास उसे ज़रूर भेजेगा
राजनंदिनी-अगर मुझ से वही रूठ जाएगा तो मेरा तो सब कुछ ही ख़तम हो जाएगा दीपा
झूठ का दौर है झूठा हर ठौर है
मेरे सच को ठिकाना मिलेगा कहां
जब तलक तेरे दिल मे हूँ महफूज़ हूँ
तुम जो रूठे किनारा मिलेगा कहां
धूप जलती रही छांव ढलती रही
मेरा सावन क्यों मुझसे रूठा रहा
पांव छाले पड़े विष के प्याले बड़े
प्यास बुझती नही दरिया सूखा रहा
तुम जो बरसे नही प्यार बनके पिया
जिंदगी को सहारा मिलेगा कहां ।
मेरे घर से गायब उजाला किये
वो सरे आम कीचड़ उछाला किये
तेरी बातों पे जब से अमल कर लिया
मैंने कीचड़ में लाखों कमल कर लिया
गर उम्मीद का सिलसिला थम गया
हौसलों को इशारा मिलेगा कहाँ।
वही दूसरी तरफ कुछ साधु नदी किनारे स्नान कर रहे थे तभी उनकी नज़र किसी पर गयी……उन्होने तुरंत जाकर उसे किनारे पर पानी से बाहर ले आए….और उसे सीधा लिटा दिया…..उसका चेहरा देखते ही सभी चौंक गये
एक साधु—ये कैसे संभव है…..? एक तो हमारे आश्रम मे सालो से बेहोश पड़ा है तो ये दूसरा कौन है…..?
दूसरा साधु—इसे गुरु जी के पास ले चलो……ये तो घोर चमत्कार है….लगता है इसकी साँसे बंद होने वाली हैं जल्दी से इसको ले चलो
Sab apni saans roke kisi na kisi makan me chhupe huye darr aur khauf se thar thar kaamp rahe the….sabne apne muh aur naak ko kapde se baandh rakha tha taaki kahi chheenk ya khansi na aa jaye aur use hamare chhupe hone ka pata lag jaye
Vo idhar se udhar gusse me ghum raha tha….shayad use aaj koi shikar nahi mila hoga kahi bhi….gusse me uski saans lene ki awaz aur bhi tez ho gayi thi
Aise hi vo gusse me ghum raha tha ki tabhi use kisi bachche ke rone ki awaz sunayi di aur.phir…
‘’thak…thakkk…….khatttt…khatttttttt’’ jor jor se darwaja khat khatane laga….
Ab Aage………
Darwaja thokne ki awaz sunte hi sab ki ruh kaamp gayi…..uss aurat ne apne bhukhe nav-jaat bachche ka muh daba rakha tha jisse vo rone na paye…..darr se sab ke hath pair phool gaye is awaz ko sunte hi
Yahi haal baki sab logo ka bhi jo anya gharo me andar the….sab ne apne naak aur muh ko kapdo se baandh rakha tha jisse chheenk ya khansi na aa sake aur is musibat se kisi tarah se bacha ja sake
Vo bahar jo koi bhi tha lagatar darwaja khat khatate huye har ghar ko tatol raha tha ki kis ghar se rone ki awaz aayi thi….uske pairo ke chalne ki thap thap ki awaz uss shant vatavaran me saf saf suni ja sakti thi
Uss aurat ne jab jana ki ab shayad vo dur ja chuka hai to usko apne bachche ki chinta huyi jiska muh usne itni der se band kar rakha hai….usne turant bachche ke muh se hath hatakar bachche ko bilkul shant dekh rone lagi
Jaise hi uss aurat ke anshu bachche ke chehre par gire to Tabhi bachche ne achanak punah rudan karna shuru kar diya…..bachche ke rote hi aurat ne turant usko stan paan karane lagi
Kintu jaise hi ye rone ki awaz bahar uss shakhs ke kano me gayi vo turant bhag kar ussi darwaje par aa gaya aur jor jor se saanse khinchte huye darwaja peetne laga
Ab to sab ke jism me ratti bhar bhi khoon nahi rah gaya tha…..unki ankho me mout ka khauf buri tarah se havi ho chuka tha…..akhir vo purana jeern darwaja kab tak usko rok sakta tha
Agle hi pal uski jordar thokar se vo toot kar jamin me gir gaya aur iske sath hi samne dekh kar uss shakhs ki ankho me chamak aa gayi jabki bakiyo ke dil dahal gaye uss shakhs ka chehra dekh kar
Bada hi bhayanak chehra tha uska…agar koi kamjor dil ka admi uska bhayanak chehra dekh le to vaise hi mar jaye….vo sabhi rote huye bachaoo bachaooo chillane lagi
Vo shakhsjor jor se attahas karte huye aage badhne laga aur phir ek hi jhatke me uss aurat ki god se bachche ko aise jhapat kar khich liya jaise sher hiran par jhapatta marta hai
Bachche ko ek hath se pakad kar uss ladki jiski abhi shadi huyi thi uske baal pakad kar ghasitne laga……dulha to ek kone me darr se dubak gaya lekin ladki ka baap aur sarju ne vinti ki unhe chhodne ki to usne apne bade bade nakhuno se unka kaleja bahar nikal liya aur kha gaya dono nispran hokar vahi ludhak gaye sath me us ladke ko bhi maar diya usne
Bachche ki maa jor jor se rote huye apne bachche ko bachane ki pukar karne lagi lekin koi bahar nahi aaya sab ko apni jaan pyari thi…..uss shakhs ne vo ladki aur aurat dono ko khich kar bahar laya aur hasne laga jor jor se
Shakhs—hahahahahahaha…….hahahahahaha……b.u..l..a………….shadi…aur……bachcha…….hahahahahaha…..azgar se dushmani…….hahahahaha……sab ko…saza…….milegi……tum dono ko bhi…..
Aurat (rote huye)—mere bachche ko chhod do…….chahe to mere pran le lo……mai tumhari gulam ban ke rahungi mere bachche ko chhod do
Shakhs—chhod du……..hahahahahaha…….le tu kahti hai to….chhod deta hu….
Usne bachche ko aas maan me upar chhal diya………upar uchhalte hi do giddh udte huye vaha aa gaye aur unhone bachche ko aadha aadha noch liya aur aas maan me ud gaye
Aurat apne bachche ki aisi buri durdasha dekh kar vahi gir gayi ….uski cheekh nikal gayi……jabki vo use cheekhte huye dekh kar khushi se garjana karne laga
Shakhs—hahahahahaha……..ab tum dono ki saza ki bari hai…….hahahahahaha
Shakhs—hahahahaha…….mera tum to kya….koi kuch nahi bigad sakta…….hahahahaha…..aur tujhe chhod du….. tune shadi karne ki galti ki hai…….saza to milegi……..aur isne bachcha paida karne ki galti ki hai……hahahahaha
Shakhs ne idhar udhar nazar ghuma kar dekha …use ek jagah bail gadi khadi nazar aayi to usne gadi ko apni saanso se khich kar paas me kar liya aur dono ko usme bail ki jagah par jot diya aur khud gadi me chabuk lekar baith gaya
Usne dono par chabuk barsana chalu kar diya jor jor se………jisse unki cheekhe vaha par goonjne lag gayi…..rote huye vo dono bhari bharkam gadi ko khinchne lagi
Lekin kaha vo vajandar gadi aur uske upar baitha ye pishach…….dono ek kadam me hi lad khada kara niche gir gayi…..ye dekh kar usne dono par phir se chabuk barsana shuru kar diya…..
Shakhs—hahahahahaha………..shadi karegi………bachcha paida karegi……..hahahahahaha……chalo jaldi se…. nahi to ab yahi teri suhagrat bhi ho jayegi…….hahahahahaha
Dono badi mushkil se khadi huyi aur gadi khinchne lagi……..vo unke upar chabuk marta raha….vo girti rahi……akhir vo dono ko aise hi chabuk se marte huye vaha se le gaya……dono ke jism ke kapde bhi chabuk ki itni maar se phat chuke the…..sharir se khoon ki nadi bah rahi thi
Unke jate hi sabhi gharo se bahar nikal aaye…..sab ki ankho me dahshat aur anshu the…..koi kuch bhi kahne layak khud ko nahi pa raha tha…par tabhi ek aurat ne is khamoshi ko toda
Aurat—akhir vohi hua jiska darr tha……bechari dono ke sath bahut anyay ho gaya…..kab tak ye silsila chalta rahega……?
Mukhiya—hum kuch kar bhi to nahi sakte….kaki……
Ek admi—pata nahi kaha se ye azgar phir se aa gaya aur sath me uska beta akaal aur bakaal bhi
Mukhiya—azgar azad ho gaya hai……usne hi akaal aur bakaal ko dubara jinda kiya hai
Dusra admi—hum dono ko bacha bhi nahi sake…..na to hum shadi kar sakte hain aur na hi bachche paida karne deta hai vo hum ko…….kab tak ye zulm sahna padega hame……?
Ek ladka—ye azgar koun hai….? Maine bahut suna hai uske bare me lekin koi batata nahi hai aur vo aisa kyo nahi karne deta hai……?
Mukhiya—azgar ek shaitan hai.......use ek sadhu ne shrap diya tha ki iss gaon ke paida huye insan ke hatho se hi uska ant hoga tab se vo na to kisi ko shadi karne deta hai aur na hi bachcha paida karne deta hai
2ri aurat—lekin vo aaye din hamari bahu betiyo ko bhi to utha le jata hai.....uska kya..... ?
Mukhiya—vo aur uske log hamari bahu betiyo se sambhog kar ke bachche paida kar rahe hain jo ki shaitan ki hi chhaya hain ...isse uski shaitani sena majbut ho rahi hai....vaise bhi brahma ji ki tapasya se use vardan mila hai ki usko sirf vahi mar sakta hai jo dwet ho
Admi—iska kya matlab hai..... ?
Mukhiya—pata nahi….?
2nd ladka—kya hum yaha se kahi aur nahi ja sakte...... ?
Mukhiya—nahi.....gaon se bahar nikalte hi pakde jayenge......uske log charo taraf raat din ghumte rahte hain naye naye shikar ki talash me......isliye hame chhup kar rahna pad raha hai
Admi—ye Rajnandini bhi kaha chali gayi hai.....kahi usko kuch na ho jaye....... ?
Mukhiya—Rajnandini sherni hai.....itna asaan nahi hai usko pakadna........bas bechari ko aaj bhi uska hi intazar hai....100 saal ho gaye usko gaye huye magar vo pagli ye manne ko taiyyar hi nahi hai ki vo mar chuka hai.... azgar ne usko nigal liya......uss pagal ko ab bhi yahi lagta hai vo ek din jarur ayega
Ek aurat—bechari sab ke samne hasti bolti rahti hai.....lekin akele me uski yaad me roti rahti hai.......pata nahi uske nasib me kya likha hai...... ?
Ek jagah par jungle me kuch teen log ek ladki ke sath jabardasti karne ki koshish kar rahe the…vo ladki jor jor se chillate huye unke changul se bachne ka prayas kar rahi thi
Ek—bahut din baad koyi naya maal pakad me aaya hai
2nd—ha bhai…..azgar ke darr se to ab maal dikhte hi nahi kahi par
3rd—dikhenge tab na..jab koi ghar se bahar niklega
1st—aaj mil gaya hai……jee bhar ke maza karenge
2nd—ha bhai……dekho to kitna chikna hai….haay….
Ladki (rote huye)—mujhe jane do…..ab kabhi idhar nahi aungi…..tum logo ke hath jodti hu
Do logo ne uske hath pair kas ke pakad liye janki teesra uss ladki ke kapde utarne laga tabhi uske sar me ek patthar jor se laga jisse uska hath ruk gaya aur vo apna sar sahlane laga
3rd—aaaaaaaa……..kis ne mara……ye patthar kisne mara…..?
1st (jor se)—koun hai..... ? jaldi se samne aa ja nahi to bahut buri halat karunga teri
Tabhi ek patthar aakar pahle wale ke sar me abki bar laga……dono turant apni jagah se uth kar charo taraf dekhne lage….lekin koi nazar nahi aaya
1st (chillate huye)—koun hai...... ? lagta hai tujhe apni jaan pyari nahi hai
Abki bar patthar dusre wale ke sidhe muh me laga jo ladki ko pakad rakha tha.....muh me jor se patthar lagte hi vo tilmila gaya aur apna muh sahlane laga
2nd (jor se)—aaaaaahhhhhh......sala ye koun hai jo chhup ke patthar mar raha hai.... ? samne kyo nahi aata.... ?
Iss beech ladki par se uski pakad dheeli ho gayi jiska fayda utha kar vo vaha se bhag nikli....ladki ko bhagte dekh kar teeno usko pakadne ke liye doud pade aur pakadte hi use niche gira diya
1st (chillate huye)—chattttaaakkkkk......chattttaakkkk......bhagti hai......ab bhag....chal re phad de iske kapde
Jaise hi ek ne ladki ke kapdo me hath lagaya ki phir se ek patthar uske kaan me ja laga jisse vo apna kaan pakad ke chillane laga
2nd (chillate huye)—aaaaaaa----maar dala sale ne...kaan phod diya.....koun hai...... ?
‘’Ladki ko chhod do......warna marne ke liye taiyyar ho jaoo’’ kisi ladki ki awaz vaha goonji
1st—hahahahaha.......arey ye to koi ladki hai........ab tak hum ek ke liye tadap rahe the....yaha do do mil gayi...hahahahaha
2nd—ab samne bhi aa ja rani……bachna tera namumkin hai ab hamare hatho se…
‘’Achcha to ye le…..aa jati hu tere samne’’ ussi patthar marne wali ladki ne kaha
Tabhi ek ped ke upar se koi niche dhadam se kuda……jise dekhte hi teeno chounk gaye…..jabki vo ladki chillane lagi jise in logo ne pakad rakha tha
Teeno Rajnandini ko dekhte hi rah gaye…..uske chaand jaisa gora anupam sundar chehra,…aisa lagta hai jaise dwitiya (dooj) ka chandrama ho…uske nayan aise ki samudra me lahre upar uth rahi ho aur rakta kamal me bhramar bhraman kar rahe ho…..bhounhe aisi ki jaise baan ko dhanush par lagaye do senaye ho aur unke beech me dono netra samudra ho gaye ho…..nasika aisi ki jaise til ke pushp ki bani ho bilkul komal aur sudoul……uske hoth sundar aur amrit ras se bhare hain, ve aise rakta varn ke hain jaise koi lal gulab ho……jab baate karte huye uske hoth hilte hain to aisa lagta hai mano phool jhad rahe ho……vah aise prem madhu purit bol bolti hai ki jo bhi uski madhur awaz sun leta hai vo usme hi khokar jhumne lagta hai…..gaal aise jaise narangi ke do tukde kiye gaye ho….uske gaal par ek til hai….jisne bhi iss sundar kapol til ko dekha vah til til kar ke jal gaya…..uske stan aise hain ki jaise hriday ki thali me sone ke katore me do laddu rakhe ho jo apne premi ke swagat ke liye uth kar khade ho gaye hain
2nd—wahhhh…….kya baat hai…..akhir tu nikal hi aayi bill me se……bhai is ladki ko chhodo pahle isko pakadte hain
3rd—ha……isko dekh kar azgar bahut khush hoga……aur hame bahut si ladkiya bhi dega maza karne ko
Rajnandini—tere jaise kutte….rajnandini ko pakad sake..itna dum nahi hai…..aa ja…pakad mujhe
1st—jao dono pakad lo isko…..main tab tak iss ladki ka maza leta hu
Dono rajnandini ko pakadne ke liye jaise hi uske paas gaye to usne apne dupatte me baandh rakhe bahut se pattharo ko dono ke muh me jor se de mara jisse dono vahi niche baith kar dard se tadapne lage
Rajnandini ne furti dikhate huye turant kud kar uss ladki ke paas aa gayi aur jisne use pakad rakha tha uske sar me pattharo se marne lagi
Usne bari bari se teeno ko maar maar kar lahu luhan kar diya……unhe rajnandini par vaar karne ka mouka hi nahi mil saka…..teeno ko tab tak marti rahi jab tak ki vo behosh nahi ho gaye
Rajnandini—ab chalo jaldi se yaha se deepa….iske pahle ki koi aur bhi yaha aa jaye
Deepa—tumhara bahut bahut shukriya…..agar tum aaj nahi aati to main bhi inki hawas ka shikar hokar rah jati
Rajnandini—ab chal jaldi
Deepa (tezi se chalte huye)—tum nirash mat hona…..mujhe poori ummid hai ki tumhara pyar ek din jarur jeetega tumhara vishwash dekh kar bhagwan ko bhi use tumhare paas bhejna hi hoga
Achanak deepa ki baat sunte hi Rajnandini ke pair vahi tham gaye aur ab tak jis chehre me alhadpan jhalak raha tha uski jagah par udasi aur ankho me anshuo ne le li
Deepa—kya prem karna itna kathin hota hai…..?
Rajnandini (sisakte huye)—‘’Prem itna kathin hai ki uske nirvah me koi apne pran de to shobha pata hai……Prem pash me jo pad gaya vo chhuta nahi, usne pran bhi de diye tab bhi ye prem ka fanda nahi chhuta…..Girgit jo chhadm vesh dharan karta hai vah utne hi pran dene ke hi dukh ke karan dharan karta hai….aur kshan, prati kshan vah lal,peela aur shwet hota hai….punah uss dukh ko morini janti hai jo vanvasini ho gayi, kyon ki uske rom rom me prem ke nag pashik fande pad gaye….uske pankho me punah punah vahi fanda padta raha hai jiske karan vah ud nahi sakti hai aur qaid ho gayi hai’’
Rajnandini—‘’Bhale hi prem kathin aur dushkar hai kintu jisne bhi iss prem ke khel ko khela vo dono jagat arthat ihlok aur parlok dono me tar gaya…..prem-madhu ko dukh ke bheetar jo rakha gaya hai uske karan jo apman, tiraskar aur maran ko sahan karta hai vahi iss prem madhu ko chakhta hai….dukh tabhi tak rahta hai jab tak priyatam se milan nahi hota hai, vo mil gaya to samjho janmo ka dukh mitt gaya’’
Deepa-Aap chinta mat karo ...vo shayad abhi ruth gaya hai aapse.. jaldi hi bhagwan apke paas use jarur bhejega
Rajnandini-agar mujh se vahi ruth jayega tu mera to sab kuch hi khatam ho jayega deepa
झूठ का दौर है झूठा हर ठौर है
मेरे सच को ठिकाना मिलेगा कहां
जब तलक तेरे दिल मे हूँ महफूज़ हूँ
तुम जो रूठे किनारा मिलेगा कहां
धूप जलती रही छांव ढलती रही
मेरा सावन क्यों मुझसे रूठा रहा
पांव छाले पड़े विष के प्याले बड़े
प्यास बुझती नही दरिया सूखा रहा
तुम जो बरसे नही प्यार बनके पिया
जिंदगी को सहारा मिलेगा कहां ।
मेरे घर से गायब उजाला किये
वो सरे आम कीचड़ उछाला किये
तेरी बातों पे जब से अमल कर लिया
मैंने कीचड़ में लाखों कमल कर लिया
गर उम्मीद का सिलसिला थम गया
हौसलों को इशारा मिलेगा कहाँ।
Vahi dusri taraf kuch sadhu nadi kinare snan kar rahe the tabhi unki nazar kisi par gayi……unhone turant jakar use kinare par pani se bahar le aaye….aur use sidha lita diya…..uska chehra dekhte hi sabhi chounk gaye
Ek sadhu—ye kaise sambhav hai…..? ek to hamare ashram me saalo se behosh pada hai to ye dusra koun hai…..?
Dusra sadhu—ise guru ji ke paas le chalo……ye to ghor chamatkar hai….lagta hai iski saanse band hone wali hain jaldi se isko le chalo