dusare din subah wo uthkar jaldi se fresh hoti hain aur fir kitchen mein jakar chai banane lagti hain. subah subah hi uske pitaji ghar se nikal gaye they. is waqt bus krishna aur radhika hi ghar par they.
krishna bhi jhut se uthkar apne haath mooh dhota hain aur fresh hokar seedha radhika ke paas jakar uske kamar mein apana dono haath dalkar radhika ke garden ko chum leta hain.
radhika- ye kya bhaiya, aap aise aate hain ki bilkul pata bhi nahin chalta. main to samjhi thi ki aap mujhse naraz honge ..
krishna- main bhala apni hi behan se kaise naraz ho sakta hoon.
radhika- lekin aapne mujhse kaha tha ki main teri marzi se hi chuwunga. fir................
krishna- tu hain hi aisi jab tak tujhe aise apni bahon mein nahi le leta hoon mujhe chain hi nahin milta.
radhika- chailye bhaiya mai aabhi chai lekar aati hoon.
fir krishna wahi dusare room mein chala jaa hain aur kuch der mein radhika bhi do seeshe ke glass mein chai dalkar ek tray mein lekar apne bhaiya ke paas jati hain.
kehte hain ki agar kuch bura hone wala hota hain to insaan ko uska aabhaas pehle se hi ho jata hain. aaj subah se hi radhika ka dil bahut bechain tha. pata nahin kyon par uske dil mein ek ajeeb sa dur janam le raha tha.....
radhika jaise hi tray lekar jati hain uska pawn fisal jata hain aur wo girte girte bachti hai magar uske haath se tray choot kar farsh par gir jata hain aur seeshay ke dono glass took kar farsh par bikher jate hain...
krishna bhi seesha ke tootney ki awaz sunkar daudkar radhika ke ek dum kareeb aata hain.
krishna- kya hua radhika. ye tray kaise choot kar neeche gir gaya.
radhika ke aankh se aansoon nikal padtey hain aur wo daud kar krishna ke gale lag jati hain.
krishna bhi use apni bahon mein le lata hain.
krishna- bol na radhika tu aise kyon ro rahi hai. kya hua kahin chot to nahin lagi na...
radhika ka daya haath ki ek ungali seesha ka ek tukda lag gaya tha jiske wajah se uske ungli se khoon nikal raha tha. krishna ki nazar uspar padti hain aur wo jhat se radhika ke ungali ko apni mooh mein lekar chusana shuru kar deta hain. kuch deer mein uska khoon band ho jata hain. magar radhika ke aansoon nahin band hotey.
krishna- tu ro.. kyon rahi hain. dekh na ab to khoon bhi band ho gaya hain.
radhika- bhaiya ye sab kuch theek nahi ho raha hain. sheeshay ka aise tootna apshagun mana jata hain. aur pata nahi kyon aaj jab se main uthi hoon mera dil mein ajeeb tarah ka durr lag raha hain.. pata nahin bhaiya kya hone wala hain.
krishna- tu bewazah pareshan ho rahi hain. are ye sab bekar ki baatein hain. aisa kuch nahin hota.
fir krishna jhuk kar pure kaanch ko uthata hain aur use dustbin mein dal deta hain. radhika fir se chai banati hain aur kuch deer mein krishna bhi kaam par nikal jata hain.
radhika fir soch mein doob jati hain. us din bhi to rahul ke haathon aise sindoor ka gir ka bikhar jana, fir aaj sheeshay ka aise tootna ho na ho ye dono cheezein ka aise ek saath hona zaroor kisi apshagun ka sanket hain....................................
Radhika bahut der tak isi soch mein doobi rehti hain lekin uski ghabarahat kum nahi hoti. fir kuch sochkar wo aaj college na jane ka faisala karti hain. thode der mein ghar ka kaam khatam kar ke wo apne bister par jakar let jati hain.
udher rahul bhi fresh hokar apne jeep se police station chal deta hain.raste mein uske dost vijay ka phone aata hain.
vijay- kahan par ho yaar. aaj kal lagta hain bahut busy rehte ho.
rahul- nahi vijay aisi koi baat nahi hain. main abhi is waqt police station jaa raha hoon abhi raste mein hoon aur main tujhe pahunch kar thode der mein phone karta hoon.
rahul phone kat deta hain. fir kuch deer drive karta hue wo kuch door jata hain to uska dhyaan mirror ke backside par jata hain. ek truck uske peeche bahut deer se aa raha tha. wo use side deta hain magar truck ki speed turant badh jati hain aur fir ek zordaar takkar hoti hain aur rahul ki jeep unbalance hokar palat jati hain aur truck tezi se wahan se nikal jata hain.
truck ki tukkar itni zordaar thi ki rahul ki jeep ka aadha hissa pura chaknachoor ho gaya tha. aur rahul bhi wahi par turant behosh ho jata hain. uske haath aur shareer ke kai hisson mein se khoon behne lagta tha. uske sar par bhi chot aayi thi iske wajah se wo behosh ho gaya tha. wahan aas paas kafi bheed jama ho jati hain aur fir kuch der mein rahul ko hospital mein admit kara diya jata hain.
kareeb 2 ghante ke baad use hosh aata hain aur wo sabse pehle radhika ka naam leta hain. tabhi uska friend Abhay jo ki M.D hain wo wahan par aata hain aur use relax hone ko bolta hain.
abhay- are bhai ye sab kaise ho gaya. bhagwaan ka shukra manao ki tumhein jyada chot nahi lagi warna jis tarah se tumhari gadi ka accident hua tha tumhara bachana shayad mushkil tha.
rahul- pata nahi abhay. main bhi to bus ghar se policestation hi aa raha tha magar mere peeche ek truck bahut deer se mera peechey tha. aur mujhe pura yakeen hai ki ye accident hua nahi karaya gaya hain.
abhay- don't mine rahul . abhi apne dimag par itna stress mat do. is waqt tumhein aaram ki zaroorat hain.
tabhi khan bhi wahan par aa jata hain.
khan- ye sab kaise ho gaya saheb.
rahul- pata nahin khan par ye accident karaya gaya hain. koi mujhe jaan se marna chahta hain.
khan- aap kahen to main us truck ka pata lagwata hoon. sala bach kar kahan jayega uska number plate aapne dekha kya.
Rahul- koi fayada nahi hain khan. main janta hoon ki wo truck ka number bhi jali hoga. khair pata karwao kaun hain ye sab ke peechay...
kareeb 10 baje radhika ka mobile par ek unknown number se call aata hain. radhika phone recieve karti hain.
radhika- hello !! kaun bol raha hain.
phone khan ka tha.
khan- kya aap radhika bol rahin hain.
radhika- haan bol rahin hoon . aap kaun???
khan- main inspector khan bol raha hoon. aap is waqt kahan par hain.
radhika- kahiye khan ji. aapne mujhe kaise yaad kiya. kyon koi jaruri baat hain kya.
khan- kya aap is waqt city hospital aa sakti hain ..
radhika ekdum se ghabrate hue- kyon kya hua. aap aise kyo puch rahe hain.
khan- ji baat ye hain ki rahul sir....................
radhika- kya hua?? boliye na khan kya hua mere rahul ko................aur radhika ke aankhon se aansoon nikal padtey hain.
khan- ji........ unka accident ho gaya hain aur is waqt wo city hospital mein admit hain aur aapko yaad kar rahe hain.
radhika itna sunte hi uske aankhon ke samne andhera sa chaa jata hain aur wo wo wahin sofe par baith jati hain. use samajh mein nahi aata ki wo kya bole. bus uske aankhon se lagataar aansoon behney lagte hain.
khan- aap theek to hain naa....please aap jitni jaldi ho sake yahan par aa jaiye. saheb bus aapko yaad kar rahe hain.
radhika phir phone rakhti hain aur fir jaise rehti hain usi awatha mein wo apna ghar lock karke wo hospital ke liye nikal padti hain. lekin uski aankon se aansoon nahi thamte. jaise taise wo ek auto mein baithkar wo hospital pahunch jati hain.
hospital mein......................
radhika jaise hi hospital mein enter hoti hain samney use khan dikhai deta hain.
khan- aawo radhika main aapka hi intezaar kar raha tha .
radhika- kaisa hain mera rahul. theek to hain naa. aap kuch batate kyon nahin.
khan kuch bolna theek nahin samajhta aur wo radhika ke saath rahul ke ward ki ore chal deta hain
jaise hi radhika ki nazar rahul par padti hain wo lagbhag cheektay hue rahul ke paas daud kar pahunch jati hain aur use apne sene se laga leti hain.
rahul- kya hua jaan. tum kyon itana pareshan ho. main bilkul theek hoon. bus thoda si chot aayi hain.
radhika zor zor se rahul se lipatkar rone lagti hain..
radhika- ye sab kaise ho gaya rahul. mujhe pata tha ki aaj zaroor kuch bahut bura hone wala hain. main jab se aaj subah se uthi thi tab se na jane kyon mere dil mein bahut ghabarahat ho rahi thi. aur to aaj subah sheeshey ka toot jana kya ye sab apshagun nahin hain to aur kya hain.
rahul- relax jaan. main theek hoon. chinta mat karo mera saath tumhara pyaar hain mujhe kuch nahin hoga.
abhay- haan rahul sahi keh raha hain. jis tarah se inke gadi ka accident hua hain inka bachana shayad mumkin nahi tha. magar ye shayad koi chamatkaar hi keh sakte hai ki bus ek do jagah thode jyada chot aayi hain. ye bus ek do din mein theek ho jayenge.
khan- maine abhi wirless message bhej diya hain. aap chinta naa kare main us truck aur uske driver ka 2 dino ke aander pata laga hi loonga.
abhay- dekho rahul aabhi tumhein aaram ki zaroorat hain. is waqt tum bus aaram hi karo.
rahul- tumhare rehte mujhe kuch nahi hoga abhay. you are the best doctor. aur tumhare paas sabhi bimari ka ilaz mauzood hain. aur sabse badi bat ki tum mere dost bhi ho. to tumhare rehte mujhe kis baat ki fikar hain.
rahul- bus karo na jaan. kab tak in aankhon se aansoon bahogi. main theek hoon. aur rahul apne haath badhakar radhika ke behtey aansoon ponch deta hain.
radhika bhi ab kuch normal ho jati hain aur jakar apna mooh dhokar wapas aati hain.
khan- apni to sali life hi bekar hain. agar imandari se naukari karo to koi na koi jaan se marne ke peeche pada rehta hain. aur na karo to janta kehti hain ki sala corrupt hain . sala idher pahad aur udher khai.
rahul- khan ye zindagi itani aasan nahi hoti . yahan par har pal har ghari ,struggle hain. jeene ke liye har pal fight karna padta hain. are yehi to zindagi ka dastoor hain kabhi khushi to kabhi gum..........................................